Bewafai kaa ab
gila kaisa Aap
pahle bhi kab
hamare the Meri
aankhon
main phailate
hoye rang Kal
tak aap ko bhi
pyare the Nahin
shikawa
mujhe kuch
bewafai ka teri
hargiz Gila tab
ho agar tune
kisi se bhi
nibhai ho Gham
to ye hai ki vo
kasme waade
Toot gaye
Bewafa koi bhi
ho tum na sahi
ham hi sahi
Badi zaalim
nihayat bewafaa
hai Ye
duniyaa phir
bhi kitani
Khush-numa hai
Bewafaa tune
mujhe pyaar
kiya hi kyun
tha Sirf
do-char savalat
kaa mauqa day
day Kaam aa
saken na apni
wafaayen to kya
karen Ik bewafa
ko bhool na
jayen to
kyaa karen
Mujhe mere
mitana ka Gham
hai to ye hai
Tumhain bewafaa
kah raha hai
zamana saara Na
jaane kyaa hai
us ki saaf
aankhon main
Woho muunh
chhupa ke jaaye
bhi to bewafaa
lage Sar
jukaoge to
pathar devata
ho jayega Itana
mat chaho use
keh woh bewafaa
ho
jayega Teri
bewafaaiyon
par, teri kaj
adaaiyon par
Kabhi sar jhuka
ke roye, kabhi
munh chupa ke
roye..