A Mohabbat A Mohabbat tere anjam se rona aaya. Jane kyun aaj tere
naam se rona aya, Yu to her sham umid me guzar jati hain. Aaj kuch
baatein yaad aayi to sham pe rona aya. Kabhi taqdir, kabhi
matam,kabhi duniya ka gila, Manzil-e-ishq k har kaam pe rona aya.
Jab hua zamane me mohabat ka zikr. Mujhe apne dil-e-nakaam pe rona
aya